Technology Partner of your Business Sign in Cart

Home / Urdu

Urdu mein maloomat

Dukan ka software, barcode system aur support — aasaan Roman Urdu mein. Free demo ke liye WhatsApp karein.

Urdu

Dukan ka POS software, Urdu mein samjhaya

Har roz ki billing, stock aur udhaar ka hisab ek software mein. Retail, kiryana, restaurant, medical store, garments, mobile shop aur iron/steel ke liye alag alag system.

Parhein →
Urdu

Barcode system: label printer, scanner aur barcode wala kaanta

Barcode lagane se billing tez hoti hai, ghalti kam hoti hai aur stock ka hisab theek rehta hai. Neeche wo saamaan hai jo is kaam ke liye chahiye.

Parhein →
Urdu

Support aur training

System ruk jaye to kaam ruk jata hai. Isi liye software aur hardware dono ka ek hi number hai, aur ziada tar masle usi waqt remote par hal ho jate hain.

Parhein →
Urdu

Aap ke karobar ke liye kaunsa system?

Har dukan ka hisab alag hai. Kiryana mein rate aur stock ahem hai, restaurant mein table aur kitchen, medical store mein batch aur expiry. Neeche apna karobar dhoondein.

Parhein →
Urdu

Counter par kya kya saamaan chahiye?

Software ke sath counter ka saamaan bhi theek hona chahiye. Neeche har cheez ka kaam saaf likha hai, taake aap sirf wohi lein jo waqai zarurat hai.

Parhein →
Urdu

Qeemat kitni banti hai?

Qeemat is par hai ke sirf software chahiye ya poora counter. Hum rate chhupatay nahin - website par price list hai, aur likha hua quotation usi din mil jata hai.

Parhein →
Urdu

Website se kaise khareedein?

Website par order karna utna hi aasan hai jitna dukan par aana. Neeche poora tareeqa, payment ke tareeqay aur delivery ka waqt likha hai.

Parhein →
Urdu

Dukan mein chori kaise rokein?

Mart aur garments mein nuqsan aksar bara chori se hota hai, jo mahine ke end par stock mein kami ban kar samne aata hai. Do cheezein kaam ki hain: EAS system aur camera.

Parhein →
Urdu

Nai dukan - pehle din system kaise set ho?

Nai dukan mein sab se bara waqt item file banane mein lagta hai, software seekhne mein nahin. Agar ye kaam pehle ho jaye to opening ke din billing chalti milti hai.

Parhein →
Urdu

Jo sawal sab se ziada poochay jate hain

Shuru karne se pehle jo baatein log aksar poochte hain, yahan ek jagah likhi hain.

Parhein →

Seedha baat karni hai?

Dukan ka type aur size bata dein — hum bata dein ge kya chahiye aur kya nahin.

Call karein
Call now WhatsApp